Popular Posts

Taare Zameen Par Lyrics - Taare Zameen Par / तारे ज़मीं पर

TAARE ZAMEEN PAR LYRICS

Dekho Inhein Yeh Hai Onss Ki Boodein
Patto Ki Goodh Mein Aasamaan Se Khude
Angdai Le Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hasde Phishal Kar

Kho Na Jayee Yeh
Taare Zameen Par

Yeh Toh Hai Sardi Mein
Dhoop Ki Kirane
Uthre Jo Aangan Ko Sunehara Sa Karne
Maan Ke Andhero Ko Roshan Sa Karde

Thiturti Hatheli Ki Rangat Badal De
Kho Na Jayee Yeh
Taare Zameen Par
Jaise Aankhon Ki Debiyan Mein Neediyan

Aur Neediyan Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaye Faristha Sa Koi
Jaise Rango Bhari Peechkari
Jaise Thitliyan Phoolo Ki Pyari

Jaise Bina Matlab Ka Pyaara Rista Ho Koi
Yeh To Asha Ki Lehra Hai
Yeh To Umeed Ki Seher Hai
Khushiyon Ki Nehar Hai



Kho Na Jaye Yeh
Taare Zameen Par
Dekho Raaton Ke Sene Pe Yeh To
Jhil Mil Kisi Lao Se Uge Hain

Yeh To Andiyan Ke Khushbo Hai Bhago Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Chudi Ke Tukde
Jaise Khile Khile Phoolon Ke Mukhde
Jaise Bansi Koi Bajaye Pedo Ke Taale

Yeh To Jhoke Hai Pawan Ke
Hai Yeh Gungroo Jeevan Ke
Yeh To Sur Hai Chaman Ke
Kho Na Jayeee

Taare Zameen Par
Mohale Ki Ronak Galiyan Hai Jaise
Khilne Ki Zid Per Kaliyan Hai Jaise
Muthi Mein Masam Ki Jaise Hawaein

Yeh Hai Buzurgo Ke Dil Ki Duyaaein
Kho Na Jayeee
Taare Zameen Par
Taare Zameen Par

Kabhi Baatein Jaise Dadi Naani
Kabhi Chale Jaise Num Num Pani
Kabhi Ban Jaye Bhole Saawalo Ki Jhadi
Sanate Mein Hasi Ke Jaise

Sune Hoton Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hai Barse Gar Pe Kismat Ho Padi
Jaise Jhil Mein Lehar Aye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha



Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki

Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udati Hai Bundiya...

Kho Na Jaaye Yeh...
Kho Na Jaaye Yeh..
Kho Na Jaaye Yeh..
Kho Na Jaaye Yeh.

Read Lyrics Along With The Song :

TAARE ZAMEEN PAR LYRICS IN HINDI

देखो इन्हें यह है ओस की बूँदें
पत्तो की गूढ़ में आसमान से खुदे
अंगड़ाई ले फिर करवट बदल कर
नाज़ुक से मोती हसदे फिशल कर

खो न जाये ये
तारे ज़मीन पर

यह तोह है सर्दी में
धूप की किरणे
उतरे जो आँगन को सुनहरा सा करने 

मान के अंधेरों को रौशन सा करदे
ठिठुरती हथेली की रंगत बदल दे
खो न जाये यह
तारे ज़मीन पर

जैसे आँखों की डेबियन में नीदियन
और नीदियन में मीठा सा सपना
और सपने में मिल जाये फरिस्ता सा कोई

जैसे रंगों भरी पिचकारी
जैसे तितलियां फूलों की प्यारी
जैसे बिना मतलब का प्यारा रिश्ता हो कोई



यह तो आशा की लहर है
यह तो उम्मीद की सेहेर है
खुशियों की नेहर है
खो न जाये यह
तारे ज़मीन पर

देखो रातों के सीने पे यह तो
झील मिल किसी लाओ से उगे हैं
यह तो अंबियो के खुशबू है भागो से बह चले

जैसे कांच में चूड़ी के टुकड़े
जैसे खिले खिले फूलों के मुखड़े
जैसे बंसी कोई बजाये पेड़ो के ताले

यह तो झोके है पवन के
है यह गुंगरू जीवन के
यह तो सुर है चमन के
खो न जाईऐ
तारे ज़मीन पर

मोहले की रौनक गलियां है जैसे
खिलने की ज़िद पर कलियाँ है जैसे
मुठी में मसम की जैसे हवाएँ 



यह है बुज़ुर्गो के दिल की दुयाएँ
खो न जाईऐ
तारे ज़मीन पर
तारे ज़मीन पर

कभी बातें जैसे दादी नानी
कभी चले जैसे नम नम पानी
कभी बन जाये भोले सावलो की झड़ी
सनते में हसि के जैसे

सुने होठों पे ख़ुशी के जैसे
यह तो नूर है बरसे गर पे किस्मत हो पड़ी
जैसे झील में लेहर ए चाण्डा
जैसे भीड़ में अपने का कन्धा

जैसे मनमौजी नदिया
जहाज उड़ाए कुछ कहे
जैसे बैठे बैठे मीठी सी झपकी
जैसे प्यार की धीमी सी थपकी

जैसे कानों में सरगम
हरदम बजती ही रहे
जैसे बरखा उड़ाती है बुँदिया…

खो न जाये यह...
खो न जाये यह..
खो न जाये यह..
खो न जाये यह.

TAARE ZAMEEN PAR SONG INFORMATION

Taare Zameen Par” Song are from Bollywood Drama Film “Taare Zameen Par”. This Bollywood film was released 21 December 2007. Lyrics of Taare Zameen Par written by Bollywood Lyricist Javed Akhtar. The song composed by music composer Shankar Mahadevan, Ehsaan, Loy
The music label by T- Series
Soundtracks of the movie “Taare Zameen Par” was released on 4 November 2007. The song “Taare Zameen Par” sung by Bollywood singer Shankar Mahadevan. Darsheel Safary and Aamir Khan were seen in lead characters of the film. The film was directed by Aamir Khan.

TAARE ZAMEEN PAR SONG DETAILS:

Song / गीत : Taare Zameen Par
Movie / फिल्म : Taare Zameen Par
Lyricist / गीतकार : Javed Akhtar
Singer / गायक : Shankar Mahadevan
Composer / संगीतकार Shankar Mahadevan, Ehsaan Loy
Label / लेबल T- Series
Cast / कलाकार : Darsheel Safary, Aamir Khan and Tisc chopra
Release Date / रिलीज़ की तारीख : 21 December 2007
Director / निदेशक : Aamir Khan.

Related Posts

Post a Comment